Sabse overrated food kya hai? Main shuru karti hoon
Neha Writes·· edited
Golgappa. Bol diya 🏃 Haan haan pata hai, abhi sab mujhe block karenge. Lekin honestly - paani, aloo, crunch. Itna hype kis liye? Ab aapki baari. Darna mana hai 😤
2 replies
2 people in this discussion